Seekh raha hun abhi mein bhi insaano ko parkhane ka hunar suna hai chehre parSeekh raha hun abhi mein bhiInsaano ko parkhane ka hunar suna haiChehre par kitabon se jyada likha hota hai
Karte the kitana pyar us larki se ye hum se na puchoKarte the kitana pyar us larki se ye hum se na pucho.Tadpe he us ke pyar me kis kadar hum se na puchoDafn kr liya he dil me us ki yado koAb hum se un ki yade judi he na pucho
Pyar karne ki intiha ho gai tere inkar karne ki jeed meri saja ho gaiPyar karne ki intiha ho gaiTere inkar karne ki jeed meri saja ho gai.Kese batau tujko kitana pyar karta huJb tu hi muj se khafa ho gai
Kahi Behatar Hai Teri Amiri Se Muflisi MeriKahi behatar haiTeri amiri se muflisi meriChand sikko ke liyeTune kya nahi khoya haiMana ki nahi haiMakhmal ka bichhona mere pasPar tu ye btaKitani rate chain se soya hai?
Labo pe geet to aankho mei khowab rakhte the kabhi kitaabo me hum bhi gulaab rakhteLabo pe geet to aankho mei khowab rakhte thKabhi kitaabo me hum bhi gulaab rakhte thKabhi kisi ka jo hota tha intezar humBada hi sham o saher ka hisaab rakhte th
Woh Aaya Zindagi Mein Kisi Khawb Ke TarahWoh aaya zindagi mein kisi khawb ke tarah..Mila mujhse woh kisi khuli kitaab ke tarah..Ban ke mausam woh badalta raha fitrat apni..Khilte raha mere dil mein woh kisi gulaab ki tarah..Apni jarurat ko usne diya naam mohobbat ka..Milte raha woh mujhse meri saas ke tarah..Dil hi dil mein jalta raha faashlon ka shama..Fir tod gaya dil mera woh kisi kaanch ke tarah..